Kaise Pta Kare? Aadhar Card Link Hain Aapke Mobile Number se

Share:



Hello Dosto
ab ham baat karenge how to link mobile number to aadhar
aaj ki date me sayad 60% log apana phone Aadhar se link karwa liya hain lekin aaj bhi unhe care ki taraf se call aa rahe hain ki aap jald se jald aap apana mobile nuber apane aadhar se link arawa ligiea TO es dasha log ghabra ja rahe hain aur phir apane number ko aadhar se link karwane ki soch rahe hain
To aaj es post me maine ye bataya hain ki kaise pta kare? Addhar Card Link Hain  Aapke Mobile Number se esase aap pata laga sakte hain ki aapka number aadhar se link hain ya phir nahi
bahut se log esi wajah se paresan hain ki hamane phone ko aadhar se link karwa hi liya hain to phir ye call center wale kyu phone karke paresan kar rahe hain to ab es confiusen ko dur karne ke liye maine es post ko aapke sath share kiya

yanha main aapko bataunga ki aap kaise ghar baithe hi pta laga sakte hain ki aapka aadhar aapke mobile number se link hain ki nahi aapne mobile ya phir apani pc ke jariye


Kaise Pta Kare ? Aadhar link hain mobile Number se
esame jitane step main aapko bataunga simply aapko usako follow karna hain usi ke wajah se aap jan sakte hain


  1. STEP:- sabse pahle aap aapne browser ko open kar lo aur usame sarch karo                                                                                            
  2. STEP:- sarck kro  www.uidai.com                                                                              
  3. STEP:- sarch karne ke baad aapko ek option chunana hain                                                     
  4. STEP:- option Verify Email/Mobile Number ko chunaw kare                                
aap upper ki step ko dekh sakte hain aur apko aasani se samjh bhi aa raha hoga
to chaliye aage ke step ko bhi follow kare

     5.STEP:- ab aapko es step ko bhi follow karna hain                                                                 
     6.STEP:- option Know How To Register Mobile Number With Aadhar ka chunaw karna ham aapko reviwe dikhate hain            
                   
ab to aap samjh hi chuke honge to chaliye aage badate hain

   7.STEP:- es step ko jaise hi aap follow karoge aapke samne ek new page open hoga aur simply ab aapko usake STEP ko follow karna hoga jaise
es STEP pura karte hi aapka result aapke samne hoga chaliye es step ko bhi main aap acche se bata du

   8.STEP:- es step me aap Enter your Aadhar Number ke text box me apana aadhar number dale

    9.STEP:- Aur jo sabse neeche Text Verification ya mobile no verification diya hain usame aapko us box ke upper number diya hain ushe dalna hain


aapko ye step ke baad koi step ko follow nahi karna hain aur simply aapka result aapke samne hoga 

hme aasha hain aapko ye post pasand aayega so please aap hame comment box me comment karke hmara utssah ko badhaye____________Jay Hind
aadhar card download by name and mobile no
aadhar card download by name and mobile no
how to link mobile number to aadhar card
registered mobile number


No comments