What ia haking?How To Larn Haking? in hindi

Share:
hacking kya hain?kaise samjhe? puri jankari - in hindi

hello dosto
aaj ki janretion me kon nahi janana chahta?technology and hacking ke bare me
mere hisab se bahut log | to aaj ham aapko batayenge ki aap kaise ek acche hacker ban sakte ho-aapne hi telent par
async src="//pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js">

dosto eske liye aapke man me ek utshah hona jaruri jisake jariye aap ek ethical hacker ban sakte ho agar aap har roj kuch na kuch technalogy se related post pado to aap to esame kamyabi hasil kar sakte ho ji ha dosto

hacking kya hain?
hacking ek aaisa tarika hain jisase ham internet ki banayi har security ko tad ke usame ham aapne mutabik exp_ hide file ko publish karna,website ki jankari lena aur bhi bahut kuch kar sakte hain hacker band sistem ko apane access me karta hain ham macker ko ek clever programmer bhi kahate hain aur hacker ki alag alag bahut sari maksad hoti hain

aaj kal jo bhi syber atteck ho rahe hain vo sabhi hacker ka hi den hain hacker  ko kabhi koi nahi samjh paya hain vo kuch hi secound me baht sari website hack aur bahut se program ko ghar baithe copy kar lete hain
computer par work karte karte enka mind bhi computer ban jata hain aur ye computer aur apane mind se vo kam aasani kar jate hain jise hamne kabhi sacha bhi nahi tha

ham hacker ban sakte hain

aapko uper ka post read karke ye lag rha hoga ki ham hacker ban sakte hain kya?

To main kahunga ki ha ban sakte hain aap hacker
but ye jo hacker bante hain waise hi nahi ban jate unhe bahut work kanna padta hain hacking ko leke hamasa technology ke bare me janane ki kosis karte rahte hain aur ye hackers ki degree bhi lete hain study karke

so agar aap bhi hacker banana chahate hain to aapko bhi bahut se programming work karna hoga aapk technology ke bare me janana hoga jisase ki aap achhe hacker ban jaye
to chaliye ham batate hain hacker banane ke liye aapko kya kya malum hona jaruri hain

  1. programming language  :- hacker ke liye programming language top par mana jata hain agar aapko programming language aata hain to aap kisi bhi program ko aashani samjh paoge aur usapar acchi tarah se work kar paige                                                                                                                                                   
  2. window :- aapko har window ki jankari hona jaruri hain jisase aapko agar koi bhi window pe work karna ho to aap aashani kar pao esame window ki jankari bhi bahut hi usefull hogi to meri ray yehi hain ki aap es par bhi bhyan de                                                                                                                                                     
3. larn unix and lunix:- ye bhi ek programming language hain jo hacking ke liye jo hacker ko behater banati hain koi bhi chij ko hack karne ke liye so aapko ese bhi janane ki koshis karni chahiye

hacker ke prakar

 ab aap soch rahe hoge ki ab hacker ke prakar bhi hote hain to ji ha ye bhi bahut prakar ke hote hain to aaiye jante hain ki hacker ke kitane porakar hote hain
  1.         White hacker
  2.         Grey hacker
  3.         Black hacker  
to chaliye ab ham jante en hacker ke bare me ki enka kya kam hota es field me

1.white hacker:- ise ham white hat bhi kahte hain aur ye computer&network me export hote hain ye hacker pulish ke under me work karte hain aur enhe bahut ki top post milata hain goverment me inka kam syber scurity par atteck se rokna ya dud kar nilana aur scurity ko safe karna hota hain

2. Grey Hacker:-  ye hacker nahi white hacker me aate hain aur nahi black hacker me ye in dono ke beech me cross hain hmare hisab se hame grew hacker hi banana chahiye time par ham dono ke work aasani se kar sake ye hacker kabhi good ho jate hain to kabhi bad  

3.black hacker:-   ye hacker bahut hi dengrouse hote hain jo bina kisi permission ke hi kisi website ko hack karte hain bank ko hack karte yehi hacker aaksar syber atteck karte hain enake paas haker se judi basic knowladge hoti esi se ye kisi bhi sistem se koi na koi kamiya nikal ke us sistem ko hack kar dete hai



"hme aasha hain ki aapko ye post jarur pasand aayi hogi to please hme commnte karke hamri utssah ko badhaye _______jay hind"
                                                                                                             

1 comment:

  1. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete