what is network topology in hindi-Tech Topic Hindi |kya hain network topology

Share:
hello
TOPOLOGY NETWORK :- Computer,Server,network ya koi bhi device jo kisi na kisi ko data shere karti ho aur jo unaka shring mathod jaise kebale ya wireless ke jariye date share kar rahi hain use ham Network kahte hain,aur jab baat inki aakrti par aa jati hain to yanhi network "Network Topology" ho jata hain

ab ye kya topology isake bare me jante hain(what is network topology in hindi)


Kinds Of  Network Topology
network topology 4 prakar kr hote hain
  1. Ring Network Topology
  2. Bus Network Topology
  3. Star Network Topology
  4. Mesh Network Topology
To Chaliye Ab jan lete hain in sabhi topology ke bare me

Ring Network Topology :- Is topology me sabhi computer ya device gol aakrity me jude rahte hain aau unake najdik computer ya device hota hain vo unki device se judate hain| isame koi bhi computer kisi dusare par nirbhar nahi hote hain 
aur iname koi bhi data aashani se aadan-pradan ki ja sakti hain


Bus Network Topology :- is topology me sabhi computer ya device ek hi wire se jode huye rahte hain aur ye sabhi computer Terminator se jude rahte hain agar inme se koi bhi computer deth hota hain to sabhi computer sarver work karna band ho jata hain

Star Network Topology :- Is topology me had hota hain jisase sahi computer conect rahte hain es topology me ek host ya Main computer hota hain jo sabhi computer ko control karta but agar hub ke kisi bhi paresani se pura computer server off ho jaata hain

Mesh Network Topology :- Is topology mesabhi computer ek dusare se jude rahate hain aur isame koi bhi information aasani se transfer kiya ja sakta hain  iname na hi koi host hota hain aur nahi koi main computer but agar koi bhi computer loss hota hain baki ke computer par koi prabhav nahi padta hain


TAg  _ Wat is Network, What is Network Topology, Types Of Network Toplogy,NEtwork Topology in hindi, What is bus topology in hindi,network topology in hindi, meaning of topology in computer, tree topology in hindi, star toplogy,ring topology,mesh topology in hindi,network Types and Topolodies in hindi

No comments